Hello friends, me Dr Sumit Dhawan hun aur me ek homoeopathic doctor hun. I practice in Delhi. Aaj hum discuss karenge. Bohot log is problem se suffer kar rahe hai, yeh ek aisi beemari hai jo aaj kal young age log bhi suffer kar rahe hai. Aaj hum apko uske liye tips bhi denge aur conventionally jo purane allopathic doctors hain aur modern doctors hai, wo kya treatment de rahe hai aur hum usme apki kese help kar sakte hai being a homoeopathic doctor.Aaj me sabse pehle apko yeh bata batana chahunga ki BP koi beemari nahi hai, BP bas ek androoni underlined cause hai uska jisse BP high hojata hai kisi ka. Iske symptoms kuch is tarah ke hote ha ki,. Tiredness.
- Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Episode
- Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Song
- Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Mp3
Hello my dear readers,aj mai aapko cd or dvd per data ko kaise right kare. Usiki jankari dene jar aha hoo,jo ki her kissiko pata nahi hoat ahi ki kaise. Aapko koi problems aati hai to aap hume comment karke bata sakte hai ki. Aapko kya problems aa rahi hai. Ager aapko hamari jankari acchi lage. Muh dhak kar sona bhi nind khulne ka ek bada karan hai, kyuki jab hum muh dhak kar sote hai tab saas lene mein dikat aati hai jisse neend tut jati hai. Isliye muh dhak karke na soye. Apne pasand ki jagah par apna bistar lagaye aur jis position mein aapko sona pasand ho usi position mein soye. Up to half of the people who walk with high blood pressure, just do not notice it. And here you once again have symptoms that are with problems with pressure, and there is no tonometer at hand. Or, suppose you managed to measure the pressure, but it looks normal. Gidar Singhi Kya Hoti Hai – Kis Kaam Aati Hai –. November 18, 2017.
Ankho me blured vision. Nose. Chakkar anaAise lakshan hote hai iske.Blood pressure do tareeke ka hota hai. Ek to normal hota hai jisme patient ko pata bhi nahi chalta hai. Islie me recommend karunga ki aap jab bhi doctors ke paas jae to ek bar apne BP zarur check karwae. Agar blood pressure high ata hai to usko theek kare. Use theek karne ke liye modern medicine me uska koi treatmnet nahi hai.
Ye bas managable hai. Jese high BP ko low karne ki dawai hai lekin BP kyu badh raha hai, uski koi dawai nahi hai. Saalo tak log BP ki dawaiya lete rehte hai aur zada saalo tak dawaiya khane se baaki organs pe bhi effect aane lag jata hai jise hum Malignant Hypertenion bolte hai. Problems jese ki ankho ke neeche, legs swelling, urinary problems etc hone lag jati hai. Ye saari problems long term medication ki wajah se aati hai.Hume starting me he is problem k root cause ko theek kar dena chaie homoeopathy ke dwara, jisse ki aapko life long aise problems face na karni pade.
Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Episode
Aaj hum apko bataenge ki sabse pehle conventionally kya-kya use hota hai. Isme modern medicines me Bea blockers, alpha blockers ya fir diuretics (jo apka urine ekdam se bahar nikal de aur apka BP low hojae), ye sab BP lowering agents hai. Jo bhi chemicals apko diye jate hai ya jo bhi synthesised hai wo apko immediately to harm nahi karenge, wo apko protect bhi karenge lekin uska treatment nahi hppaega. Uska sirf management he ho paega.
Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Song
Bp high hone ki wajah se koi aur nuksaan na ho, uska treatment diya jata hai. Ye sab lena bhi zaruri hai but sath he yeh bhi dekhna hta hai ki is problem ko theek kese kia jaae.Homeopathy ek aisi pathy hai jise 250 saal pehle discover kiya gaya hai.
Aur iske good effects se bohot logo ka faeda hum kar paa rahe hai. Yeh humare liye ek boon hai. Homeopathy ke dwara hum manage to karenge he problem ko aur sath me yeh faeda bhi denge ki Blood Pressure over high na jaae aur sath me apko benefit bhi milta rahe aur apka main root cause bhi khatam hota rahe.Homeopathy se hume root cause nikalna hota hai ki BP high kyu horaha hai. Kya kidney ki wajah se problem hai? Ya heart ki wajah se problem hai?
Ya ya over work ki wajah se yeh problem hai?To hume BP ke reasons ko theek karna hai. Iske lie humare pass bohot sari medications hoti hai jo ki apke physical aur mental cause ko dekh ke select ki jaati hai.Is problem ko theek karne ke liye 4 tips hai;. Exercise regime banaiye, jisse humara stress khatam hoga, body active hoga aur humare organs jese ki haert, kidney ki bhi exercise hojati hai. To isse apke BP causing agents kam honge. Jo bhi apki medicines chal rahi hai, wo time pe lijiye aur sath me homoeopathic ki goodness bhi add kijiye jisse ki apke BP ka root cause bhi theek ho.
Apkon apna lifestyle change karn apdega. Jese ki apko apna salt quantity kam karna padge, fast food kam karna padega, Baking soda related food kam khae kyuki wo bhi BP increase hone ka reason hai, koi preserved food na khaae. Aap natural cheez khae, salad pe salt na daale.
Bp High Mai Kya Problems Aati Hai Mp3
Last is ki apko homoeopathy apni me add karna hai. Apko apne doctor ko consult karna chaie.Aap chahe to mujhe bhi ke through consult kar sakte hai aur aap meri website ke through bhi consult kar sakte hai.All the best.